Ji Bhar Ke Dekh Lijiye Lyrics | Lata Mangeshkar | Woh Kaun Thi | Sadhana | Manoj Kumar

Ji Bhar Ke Dekh Lijiye Lyrics
Ji Bhar Ke Dekh Lijiye Lyrics

“Ji Bhar Ke Dekh Lijiye Lyrics” – A Timeless Classic Taking Over Social Media

Lag Ja Gale from the 1964 film Woh Kaun Thi features the hauntingly soulful voice of Lata Mangeshkar. The music, composed by Madan Mohan, and the heartfelt lyrics by Raja Mehndi Ali Khan, make this track an all-time favorite. The song stars the incredible ensemble of Manoj Kumar, Sadhana, Helen, Prem Chopra, K.N. Singh, Mohan Choti, and Dhumal.

Lag ja gale ki phir ye
Hasin raat ho na ho
Shaayad phir is janam
Mein mulaaqaat ho na ho
Lag jaa gale

Ham ko mili hain aaj
Ye ghadiyaan nasib se
Ji bhar ke dekh lijiye
Ham ko karib se
Phir aap ke nasib mein
Ye baat ho na ho
Shaayad phir is janam
Mein mulaaqaat ho na ho
Lag jaa gale

Paas aaiye ki ham nahin
Aaenge baar baar
Baahen gale mein daal
Ke ham ro le zaar zaar
Aankhon se phir ye pyaar
Ki barasaat ho na ho
Shaayad phir is janam
Mein mulaaqaat ho na ho

Lag ja gale ki phir ye
Haseen raat ho na ho
Shaayad phir is janam
Mein mulaaqaat ho na ho
Lag jaa gale.

SongLag Jaa Gale
SingerLata Mangeshkar
LyricsRaja Mehndi Ali Khan
MusicMadan Mohan

The Search Surge | Ji Bhar Ke Dekh Lijiye Lyrics

It’s no surprise that these lines are being searched more frequently on Google, too. Whether it’s a throwback post or a romantic reel, these lyrics have become a go-to for expressing love and connection.

Conclusion : Ji Bhar Ke Dekh Lijiye Lyrics

The magic of Lag Ja Gale and the timeless “Ji bhar ke dekh lijiye” lyrics is alive and well, especially among the youth on social media.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top